menu-iconlogo
logo

Do Jawan Dilon Ka Ghum

logo
가사
do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

kaun yaad karta hai

hichkiyan samajhati hain

kaun yaad karta hai

hichkiyan samajhati hain

tum to khud hi qaatil ho

tum ye baat kya jaano

tum to khud hi qaatil ho

tum ye baat kya jaano

tum to khud hi qaatil ho

tum ye baat kya jaano

kyun hua main deewaana

bediyan samajhati hain

kyun hua main deewaana

bediyan samajhati hain

do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

baam se utarati hai

jab haseen doshiza

baam se utarati hai

jab haseen doshiza

baam se utarati hai

jab haseen doshiza

jism ke nazakat ko

sidiyan samajhati hain

jism ke nazakat ko

sidiyan samajhati hain

do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

yun to sair e gulashan ko

kitne log aate hain

yun to sair e gulashan ko

kitne log aate hain

phool kaun todega

daliyan samajhati hain

phool kaun todega

daliyan samajhati hain

do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

jisne kar liya dil mein

pehali bar ghar danish

jisne kar liya dil mein

pehali bar ghar danish

jisne kar liya dil mein

pehali bar ghar danish

usko meri aankhon ki

putaliyan samajhati hain

usko meri aankhon ki

putaliyan samajhati hain

do jawan dilon ka ghum

dooriyan samajhati hain

kaun yaad karta hai

hichkiyan samajhati hain

Do Jawan Dilon Ka Ghum - Ahmed Hussain - 가사 & 커버