Jaan-e-tamanna jaan-e-ada
Tujhe jaisa hai socha paya wohi
Sooraj si kirno sa ek chehra
Dekha hai tumsa maine nahi
Meri mohabbat ka har lamha
Tujhme hi gum sa gaya
Na main hoon aashiq
Na main deewaana
Keh do mujhe jo piya
Tera mera hai pyar amar
Tu chahe tu kadmo mein
Sar rakh doon
Yeh jeevan kya agar maange tu
Meri jaan nazar kar doon
Tera mera hai pyar amar