Jee kare dekhta rahun 
Kya? 
Kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya 
Kitna sohna tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani 
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani 
Sabse pyara mera yaara raja hindustani 
 Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Ambar se aayi hai pariyon ki rani 
Dekh jise hoti hai sabko hairani x (2) 
Sundar sa mukhda hai phoolon ke jaisa 
Hoga na duniya mein koi aisa 
Kitna seedha, kitna sachcha 
Mera raja kitna achcha 
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani 
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani 
Sabse pyara mera yaara raja hindustani 
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Koyal ke jaisi hai teri yeh boli 
Murat ke jaisi hai surat yeh bholi x (2) 
Baagon mein jao na dil mera ghabraye 
Pairon mein kanta koyi haye na chubh jaaye 
Main deewani ho na jaaun 
Teri baaton mein kho na jaaun 
Udta baadal behta paani bole rut mastani 
Udta baadal behta paani bole rut mastani 
Kya? 
Sabse pyara mera yaara raja hindustani 
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani 
Sabse pyara mera yaara raja hindustani 
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya 
Jee kare dekhta rahun 
Jee kare dekhta rahun 
Ha ha ha joker 
Read more: http://www.lyricsoff.com/songs/kitna-pyara-tujhe-rab-ne-banaya.html#ixzz6DpiUy800