Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Chaahat nadiyaa
Chaahat saagar
Chaahat dharti
Chaahat ambar
Chaahat radha
Chaahat girdhar
Dil ka dhadakna
Yehi chaahat hai
Neend na aana
Yehi chaahat hai
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Main bhi na hoti
Tu bhi na hota
Main bhi na hoti
Tu bhi na hota
Dil ka dhadakna
Yehi chaahat hai
Neend na aana
Yehi chaahat hai
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Tu bhi na hoti
Main bhi na hota
Tu bhi na hoti
Main bhi na hota
Tum mujhse alag kab ho
Main tumse judaa kab hoon
Paani mein kanwal jaise
Rehte ho mujhi mein tum
Dekhoon to tumhein dekhoon
Sochoon to tumhein sochoon
Saagar mein nadi jaise
Behte ho mujhi mein tum
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Chaahat khushboo
Chaahat rangat
Chaahat moorat
Chaahat kudrat
Chaahat ganga
Chaahat jamuna
Hosh gawaana
Yehi chaahat hai
Jaan se jaana
Yehi chaahat hai
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Main bhi na hoti
Tu bhi na hota
Tu bhi na hoti
Main bhi na hota
Jab tu nahin hota hai
Us waqt bhi har shai mein
Har geet mein har lai mein
Tu hi nazar aata hai
Haan bikhraa ke kabhi zulfein
Chamkaa ke kabhi chehraa
Tum hi meri duniya ke
Din raat sajaate ho
Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Chaahat ghoonghat
Chaahat darpan
Chaahat sajni
Chaahat saajan
Chaahat puja
Chaahat darshan
Aankh bhar aana
Yehi chaahat hai
Jee ghabrana
Yehi chaahat hai
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Chaahat na hoti
Kuch bhi na hota
Main bhi na hoti
Tu bhi na hota
Tu bhi na hoti
Main bhi na hota