menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Jab tak teri aanch mein

Boond boond main jal na loon

Jab tak tere saath mein

Chaand tak main chal na loon

Haan mere paas tum raho

Jaane ki baat na karo

Mere saath tum raho

Jaane ki baat na karo

Jab tak teri aanch mein

Boond boond main jal na loon

Jab tak tere saath mein

Chaand tak main chal na loon

Haan mere paas tum raho

Jaane ki baat na karo

Mere saath tum raho

Jaane ki baat na karo

Tujhpe saje khoobsurat lage

Aisa kya doon tujhe

Aisa kya doon tujhe

Mmm, hathon ki ye lakeerein sabhi

Pehna doon tujhe

Pehna doon tujhe

Jab tak meri aankhein

Tera chehra pee na lein

Jab tak teri dhun mein

Hum mar na lein, jee na lein

Haan mere paas tum raho

Jaane ki baat na karo

Mere saath tum raho

Jaane ki baat na karo

Amaal Mallik/Armaan Malik/Manoj Muntashir의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용