menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Keh Ke Lunga

Amit Trivedi/Sneha Khanwalkarhuatong
mommyofzaidandjazminhuatong
가사
기록
Ras bheege saude ka yeh khooni anjaam

Teri Keh ke lunga teri keh ke lunga

Khanjar se doodh gire aur ho qatl- e- aam

Teri keh ke lunga teri keh ke lunga

Ras bheege saude ka yeh khooni anjaam

Teri Keh ke lunga teri keh ke lunga

Khanjar se doodh gire aur ho qatl- e- aam

Teri keh ke lunga teri keh ke lunga

Saanson ko saanp sungha ke

Jungli tilchatta la ke

Keh ke lunga teri keh ke lunga

Bichhoo se honth kata ke

Lori zehreeli ga ke

Keh ke lunga keh ke lunga

Keh ke lunga keh ke lunga

Keh ke lunga keh ke lunga

Keh ke lunga keh ke lunga

Teri keh ke lunga

Teri keh ke lunga munna

Panghat ko bechunga main marghat ke daam

Teri keh ke lunga teri keh ke lunga

Khulli ho sadkein tambu thaane chahe

Mil vil ho ya paas mehekma mehekma

Jismein bachna ho bach le

Jismein bachna ho bach le bach meri jaan

Teri keh ke lunga teri keh ke lunga

Ja tu ja ja tu ja ja tu ja

Dariya nadi sagar beech bajariya

Patal mein ghus ja o ghus ja

Jismein ghusna ho ghus le

Jismein ghusna ho ghus le

Jismein ghusna ho ghus le ghus meri jaan

Teri keh ke lunga teri keh ke lunga aa

Teri keh ke lunga lunga lunga lunga

Lunga lunga lunga lunga

Amit Trivedi/Sneha Khanwalkar의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Keh Ke Lunga - Amit Trivedi/Sneha Khanwalkar - 가사 & 커버