menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

MAN JAAGE AKP 128231

Anand Kumarhuatong
आदित्या👀कश्यप-3huatong
가사
기록
Mann Jaage Saari Raat, Mera Deewana

Mann Maane Na Yeh Baat, Ke Woh Tha Begaana

Mann Jaage Saari Raat, Mera Deewana

Mann Maane Na Yeh Baat, Ke Woh Tha Begaana

Hai Khud Se Hi, Khafa Khafa

Kya Chahiye, Nahi Pata, Banwara

Paaya Woh Na Chaaha, Chaaha Woh Na Paaya

Jiske Peeche Bhaage, Woh Saaya Hai Re Saaya

Kya Kya Raste Dhoondhe, Kya Kya Dukh Na Paaya

Par Saaya Tehra Saaya, Ke Haathon Mein Na Aaya

Koi Subaah, Jo Main Uthoon

Tujhe Agar, Mile Sukun, Banwara

Ginta Rehta Taare, Lotoon Main Angaare

Khud Se Ladta Phirta, Yeh Jag Ko Thokar Maare

Kheenche Kheenche Baithe, Baithe Baithe Bhaage

Na Sunta Khudke Aage, Yeh Pagal Ho Gaya Re

Paaya Woh Na Chaaha, Chaaha Woh Na Paaya

Jiske Peeche Bhaage, Woh Saaya Hai Re Saaya

Kya Kya Raste Dhoondhe, Kya Kya Dukh Na Paaya

Par Saaya Tehra Saaya, Ke Haathon Mein Na Aaya

Hai Zindagi Muhaal Kyun

Bana Liya Yeh Haal Kyun Bata

Uljha Uljha Rehta Na Sunta Na Kuch Kehta

Sooni Sooni Aankhon Se, Reh-Reh Paani Behta

Toote Saare Naate, Haara Main Samjhate

Bichde Din Aur Saathi, Phir Wapas Nahi Aate

Wapas Nahi Aate, Wapas Nahi Aate

Yeh Dard Kyun, Yeh Pyaas Kyun

Phira Kare, Udaas Kyun

Yeh Rald Kyun, Talaash Kyun Bata, Banwara

Thandi Aahein Bharke, Jeeta Hai Mar-Mar Ke

Kaisa Reh Gaya Hai, Yeh Dariya Se Guzar Ke

Dhoke Se Nazar Ke, Jhokein Se Umar Ke

Raet Ke Mahal Sa, Deh Gaya Hai Bikhar Ke

Thandi Aahein Bharke, Jeeta Hai Mar-Mar Ke

Kaisa Reh Gaya Hai, Yeh Dariya Se Guzar Ke

Dhoke Se Nazar Ke, Jhokein Se Umar Ke

Raet Ke Mahal Sa, Deh Gaya Hai Bikhar Ke

Aaa...

Mann Jaage, Jaage Re

Mann Jaage

Jaage Jaage Jaage, Banwara

Anand Kumar의 다른 작품

모두 보기logo