Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath

Mere sar par rakh banvari
Mere sar par rakhdo baba
Apne ye dono hath
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Dene vale shyam prabhu se dhan aur daulat kya mange

Shyam prabhu se maange toh phir naam aur izzat kya mange

Mere jivan me ab karde tu kirpa ki barsat
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Shyam tere charno ki dhuli dhan daulat se mehngi hai

Ek nazar kirpa ki baba naam izzat se mehngi hai

Mere dil li tammana yehi hai
Karu seva karu din raat
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Jhulas rahe hai gum ki dhoop me
Pyaar ki chaiya karde tu
Jhulas rahe hai gum ki dhoop me
Pyaar ki chaiya karde
Bin manji ki nav chale na ab patvar pakad le tu

Mera rasta roshan karde chahi andhyari raat
Dena ho toh dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Ab toh kirpa kar dijiye janam janam ka sath
Suna hai humne sharnagat ko apne gale lagate ho

Aisa humne kya manga jo dene se khabrate ho

Chahe jese rakh banvari bas hoti rahe mulakat