Jaane kaise yun baaton hi baaton mein
Aa gaye hai hum yaha
Kehe gaye jo tum aankhon hi aankhon mein
Haa woh maine sunn liya
Bheegi bheegi si raat yeh, raat yeh
Beheka beheka sa sama
Aise doobey hum saath mein
Ho gaye hai laapata
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Yeh aa gaye hai hum kahaan
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Koi bata de hum kahaan
Jaane kaise tum jaane anjaane mein
Mil gaye mujhe yaha
Le chali dagar maano na maano yeh
Anjaani si jagah
Aisa pehela hua nahi na kabhi
Jo hua hai iss dafa
Jaane kaise tum jaane anjaane mein
Ho gaye hi gumshuda
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Yeh aa gaye hai hum kahaan
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Koi bata de hum kahaan
Kho jaane do, kho jaane do
Kho jaane do, kho jaane do
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Yeh aa gaye hai hum kahaan
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Yeh aa gaye hai hum kahaan
Teri yeh baatein, aur mulaaqaatein
Koi bata de hum kahaan