menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Angne me baba..

anoop/PaRihuatong
⚘😘🅰️noop😘⚘huatong
가사
기록
Fantastic Song

Anoop & Pari

.

Hey Angna mein baba duaare pe maa

Arre angna mein baba duaare pe maa

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Arre angna mein baba duaare pe maa

Angna mein baba duaare pe maa

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Akeli hoon ghar ma tu aaja balma

Akeli hoon ghar ma tu aaja balma

Ghar ma jo aibe to humein ka khilaibe

Ghar ma jo aibe to humein ka khilaibe

Ghar ma jo aibe to humein ka khilaibe

Garam garam halwa aur poori pakaibe

Naram naram hathon se kha ja balma

Naram naram hathon se kha ja balma

Hey angna mein baba duaare pe maa

Angna mein baba duaare pe maa

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Halwa poori khaibe to nindiya sataibe

Halwa poori khaibe to nindiya sataibe

Ho halwa poori khaibe to nindiya sataibe

Sejiya pe tohre liye aanchal bichhaibe

Sejiya ki kismat jaga ja balma

Sejiya ki kismat jaga ja balma

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Akeli hoon ghar ma tu aaja balma

Ka hoga bazaar se maa jo aayi

Ka hoga bazaar se maa jo aayi

Ho ka hoga bazaar se maa jo aayi

Keh doongi mai yeh hai tera jamaai

Hath mera maangne ko aaja balma

Hath mera maangne ko aaja balma

Hey angna mein baba duaare pe maa

Angna mein baba duaare pe maa

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Kaise aayein gori hum tohre ghar ma

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Khet gaye baba, bazaar gayil maa

Akeli hoon ghar ma tu aaja balma

Akeli hoon ghar ma tu aaja balma

anoop/PaRi의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용