menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera

Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera

Rabb Mileya Jad Mileya

Maahi Mainu Sang Tera

Na Hoke Bhi Kareeb Tu

Hamesha Paas Tha

Ke Sau Janam Bhi Dekhta

Main Tera Raasta

Na Hoke Bhi Kareeb Tu

Hamesha Paas Tha

Ke Sau Janam Bhi Dekhti

Main Tera Raasta

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawale Kar Diya

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawaale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawaale Kar Diya

Dekha Zamaana Saara Bharam Hai

Ishq Ibadat Ishq Karam Hai

Mera Thikana Teri Hi Dehleez Hai

Ho Main Hoon Deewarein

Chhat Hai Piya Tu

Rabb Ki Mujhe Nemat Hai Piya Tu

Mere Liye Tu Barkat Ka Taweez Hai

Zara Kabhi Meri Nazar Se

Khud Ko Dekh Bhi

Hai Chaand Mein Bhi Daag

Par Na Tujhme Ek Bhi

Khud Pe Hak Mera

Tere Hawaale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawaale Kar Diya

Jo Bhi Hai Sab Mera

Tere Hawale Kar Diya

Jism Ka Har Ruaan

Tere Hawale Kar Diya

Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera

Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera

Rabb Mileya Jad Mileya

Maahi Mainu Sang Tera

Arijit Singh/Shilpa Rao의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Tere Hawaale - Arijit Singh/Shilpa Rao - 가사 & 커버