menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

AILAAN(Short Ver.)

Arkohuatong
가사
기록
Writer(s): Arko

Aaj iss lamha

Karta hoon vaada

Tera khayal main rakhoonga

Khud se zyaada

Ab se har lamha

Pehla iraada

Teri muskaan ki hifaazat

Sab se zyaada

Mere mehboob ka qaasid aaya hai

Usska farmaan padhta hoon

Main ye ailaan karta hoon

Ye ailaan karta hoon

Main tujhpe marta hoon

Tujhpe marta hoon

Ik tere hi daras ka intezaar karta hoon

Arko의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용