Behti hawa
Jaise dheeme se hum dono wahin bheegi si baarish mein
Bheege
Se hum dono rahe thoda thoda sa
Main hoon thoda thoda sa
Tu bhi hai kyun na hum dono milke poore poore bane
Tu hi main hoon jo yahaan phir kya hi
Baaki hai tu hai to sukoon yahaan
Tere bin
Tabahi hain
Chal dhoondhe ghar koi din dopahar koi kahin
Bas main hua tum ho aisa seher koi kahi khoya khoya sa
Main khoya khoya sa tu bhi kyu na
Hum dono yu hi khoye khoye rahe tu hai main
Hoon jo yahaan phir kaisi
Baaki hai tu hai to sukoon yahaan
Tere bin tabahi hain hoon zameen pe aasman
Hosh kis ko hai ab kahaan tu hai
Toh sukoon yahaan phir
Kyoon tabaahi hai nadiya
Jheelen hai jahaan chal na beh ke chal wahaan mil
Jaaye dono jahaan jahaan jahaan
Thoda thoda sa main hoon thoda thoda sa
Tu bhi hai kyun na hum dono milke poore
Poore bane
Tu hai main hoon jo yahaan
Phir kaisi baatein hain tu hai toh sukoon
Yahaan tere bin tabahi hain tu zameen pe aasman hosh
Kis ko hain ab kahaan
Tu hai toh sukoon yahaan