menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kya Tu Theek Hai

Arpit Bala/A.O.D.huatong
richard_harlowhuatong
가사
기록
Dekhu waqt badalte main

Ye 10 garmiyon mein

Kandhe chaati badh gayi hai

Jee raha tu sapne

Kyun jhaankta main?

Bhatakta fir bhi tu sahi se

Main maangta tha mannatein

Woh sapne jeena dekh le

Woh jhootha pyaar

Jhoothe gaane sunne ke bahaane

Chooti job, jiska cheque sadey is jeb mein

Kyun kat gayi call?

Jiske baad hai jeje chal diye

Woh unke shabd

Ki tum bhi humko bhool gaye

Toh main puchta hoon

Tujhe batata nahi

Maa se hi kehta hoon

Ki tujhe puchle kahi

Ki kya tu theek hai?

Ki teri yaad aa rahi hai

Kya tu theek hai?

Ki kya main yaad bhi nahi?

Haa maine suna tune peena chhod diya

Tabhi rota nahin

Kyunki aansu maangte hain paani

Maine dekha tere bhaiyon ne muh fer liya

Kare kishto mein bhai chaara

Wo kasmo ka vyapari

Ab main tol ke mehsoos karta dard

Jootha pyaar Kal ke khauf

Andhi gaali, ke badle mein ginta note

Ki ye chap choote pairon ki

Toh Nike dikhe boss

A photogenic cost

To live a life without a fear of God till I die

Badi jeb ke wo khauf leke side ho gaye

Bhai ab main kaun?

Kis ko badlu main paiso ke badle

Ki na badle rang mere bhai

Inko awaaz ni pasand meri

Ye shor macha rahe hain

Meri ghadi ni pachi

Kyunki yeh waqt badal dale

Kaise juton ko yeh dekh ke

Meri chaal se jale hai

Tabhi scene pe mai mooto

Leke paiso pe tek

Mai mere waqt se lada

Churaake baap ki ghadi

Aur ab woh puchte hain

Mujhse kaise baap se bani

Kyunki ye haath pe hai mail

Ghadi haath se badi

Aur jhulti hai haath pe jaise

Baap ki ghadi

Toh main puchta hoon

Tujhe batata nahi

Maa se hi kehta hoon

Ki tujhe puchle kahi

Ki kya tu theek hai?

Ki teri yaad aa rahi hai

Kya tu theek hai?

Ki kya main yaad bhi nahi?

Toh main puchta hoon

Tujhe batata nahi

Maa se hi kehta hoon

Ki tujhe puchle kahi

Ki kya tu theek hai?

Ki teri yaad aa rahi hai

Kya tu theek hai?

Ki kya main yaad bhi nahi?

Toh sehlake mera sar

Mujhe puch ke toh dekh

Nahi rota tere saamne

Tu mudd ke toh dekh

Tu jhaank leyo mujh mein

Fir chaahe mujhe bech

Par ek na toh ek baar

Puch ke toh dekh

Kya main theek hoon?

Ya main toot sa gaya hoon?

In paagalon mein baithe baithe

Ub sa gaya hoon

Tu pooch ke toh dekh

Kin jhoot pe pala hoon

Wo bhram paale kaise

Maine khushi se bata du

Toh kya theek hoon main?

Kyunki theek nahin hai kuch

Haa theek tere liye

Shayad baant lena dukh

Toh kya tu theek hai?

Toh Kya tu theek hai?

Toh kya tu theek hai?

Toh kya theek hoon main?

Kyunki theek nahin hai kuch

Haa theek tere liye

Shayad baant lena dukh

Toh kya tu theek hai?

Toh Kya tu theek hai?

Toh kya tu theek hai?

Toh kya theek hoon main?

Kyunki theek nahin hai kuch

Haa theek tere liye

Shayad baant lena dukh

Toh kya tu theek hai?

Toh Kya tu theek hai?

Toh kya tu theek hai?

Toh kya theek hoon main?

Kyunki theek nahin hai kuch

Haa theek tere liye

Shayad baant lena dukh

Toh kya tu theek hai?

Toh Kya tu theek hai?

Toh kya tu theek hai?...*

Arpit Bala/A.O.D.의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용