Tu paas hai, mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai, mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise
Haaye, main mar hee jaaun jo tujhko na paaun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Hothon pe lamha-lamha hai naam tera, haaye
Tujhko hee gaaun main, tujhko pukaarun
Saiyaara, tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara, tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai (Hai)
Beete lamhon se duniya basa loon
Main to tere aansuon ka bana hoon
Meri hasi mein teri sadayein
Teri kahani khud ko sunau
Yaadon ke taare
Yaadon ke taare tootenge kaise
Mere hai jo wo roothenge kaise
Beete dinon ki kholi kitabein
Guzrе palon ko kaise bhuladein
Haaye, main mar hee jaaun jo tujhko na paaun
Baaton mеin teri main raatein bitaun
Hothon pe lamha-lamha hai naam tera, haaye
Tujhko hee gaaun main, tujhko pukaarun
Saiyaara, tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara, tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai