menu-iconlogo
logo

Haye kisi ka rangeen aanchal

logo
가사
Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya

Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi

Thesh lagi or tut gaya

Thesh lagi or tut gaya

Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya

Aise chali takdir ki aandhi

Pyar ki shama jal na saki

Aye bimar e mohabbat

Humse teri nabje dub chali

Chpke chupke teri dunia

Ghar ka bhedi haye

Ghar ka bhedi lut gaya

Ghar ka bhedi lut gaya

Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya

Jisko najre dhundh rahi hai

Haye wahi mahfil em nahi

Thoda sa bhi dard mohabbat

Us jalim ke dil me nahi

Dilwao ko ranj yahi hai ban ke nasiba

Ban ke nasiba fut gaya

Ban ke nasiba fut gaya

Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya

Harth kaleje pe rakh rakh

Ke jisko hamne yad kiya

Usne hamse fer ke aanhke

Gair ka ghar abad kiya

Kahti hai thandi thandi

Aahe pyar ka jadu

Pyar ka jadu lut gaya pyar

Ka jadu lut gaya

Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya

Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi

Thesh lagi or tut gaya

Thesh lagi or tut gaya

Haye kisi ka rangin aachal

Hath me aake chut gaya