menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Sada ke ye rishte nibhane hai sada

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Sada ke ye rishte nibhane hai sada

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Dulha banunga mai baja bajega

Dulhan banegi tu mandap sajega

Dulha banunga mai baja bajega

Dulhan banegi tu mandap sajega

Fir tu meri mang yu bharega jo bhi kaha wo kiya

Sada ke ye rishte nibhane hai sada

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Phulo ki sej pe do dil milenge

Mahkegi jindagi sapne khilenge

Phulo ki sej pe do dil milenge

Mahkegi jindagi sapne khilenge

Har daur me apna pyar dega jo bhi kaha wo kiya

Sada ke ye rishte nibhane hai sada

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Apna to mel hai sadiyo purana

Juda kar sakega na humko zamana

Apna to mel hai sadiyo purana

Juda kar sakega na humko zamana

Mai hu teri tu bhu mera rahega jo bhi kaha wo kiya

Sada ke ye rishte nibhane hai sada

Maine tujhe kabhi kuch kaha tha jo bhi kaha wo kiya

Jo bhi kaha wo kiya

Asha Bhosle/Kishor Kumar의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용