Hooooooooooo muhabbat hai kya chiz
Kuchh to kaho oooo oooo
Hooooo muhabbat karo aur khud jaan lo
Muhabbat to karta hai saara zamana
Muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana
Lagaa rog humko yeh sadiyon purana
Main teri deewani... tu mera deewana
Muhabbat to karta hai saara zamana
Muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana
Muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli
Samjh lo ki yeh hai khushi ki saheli
Muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli
Samjh lo ki yeh hai khushi ki saheleee
Magar iska ghum se bhi hai dostana
Muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana
Lagaa rog humko yeh !..sadiyon purana
Main teri deewani... tu mera deewana
Ishaare nighahon se karke na dekho
Mujhe itni pyaari nazar se na dekho
Ishaare nighahon se karke na dekho
Mujhe itni pyaari nazar se na dekho
Nazar ek bijri dil aashiyana
Muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana
Lagaa rog humko yeh sadiyon purana
Main teri deewani tu mera deewana
Kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum
Jahaan par tha aana wahan aagaye hum
Hooo kahan ja rahe the kahan aa gaye hum
Jahaan par tha aana wahan aagaye hum
Badaa khoobsuroorat bana ye bahaana
Main teri deewani tu mera deewana
Muhabbat to karta hai saara zamana
Muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana
Lagaa rog humko yeh sadiyon purana
Main teri deewani... tu mera deewana