menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Khaali sa yeh sama

Baitha hun main yahan

Sochun aise hua kyun

Jab maine yeh chaha

Maine bujha diya jo laayi tu mashal

Aur pyaasa reh gaya yeh aabshaar

Jiss soch mein tha main khoya

Aur jo sapna maine sanjoya

Dhundun wahi main tujhe

Dhundhta hi reh jaunga

Ab khaali yeh sama

Aur jaun main kaha

Jaanu na main vajah

Par maine yeh chaha

Maine bujha diya jo laayi tu mashal

Aur pyaasa reh gaya yeh aabshaar

B-Leaf/Pravit의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용