menu-iconlogo
huatong
huatong
b-praakjaanijatin-lalit-tujhe-yaad-na-meri-ayee---2-cover-image

Tujhe Yaad Na Meri Ayee - 2

B Praak/Jaani/Jatin-Lalithuatong
가사
기록
Rabba mere, ishq kisi ko

Aise na tadpaaye, haaye

Ke zinda ho baahar se koyi

Par andar se mar jaaye, mar jaaye

Ho, dil roya te akkh bhar aayi

Ho, meri maut hai teri judaai

O, dil roya te akkh bhar aayi

Ho, meri maut hai teri judaai

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri...

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Na lage duaa, na lage dawaai

Ho, meri maut hai teri judaai

Kisi se ab kya kehna?

O, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Kya hi zamaane they

Tum mere deewaane they

Ve hun haal na puchcheya shudaai

Ve teri koyi nayin chitthi aayi

Ho, jeehne teri mohabbat paayi

Woh tere naye yaar ko badhaai

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri...

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Na lage duaa, na lage dawaai

Ho, meri maut hai teri judaai

Kisi se ab kya kehna?

O, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tere gham mein, o, Jaani, apni haalat hoti hai

Mera chaand bhi cheekhein maare, chaandni roti hai

O, mere ghar ke darwaaze pe aa ke sau baari

O, meri maut bhi mujhse baatein kar ke lauti hai

Ho, main dardaan di mehfil laayi

Mehmaan aayi tanhaai

Ho, maine dil ko zehar khilaayi

O, teri dekh ke god-bharaai

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri...

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Ho, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

Na lage duaa, na lage dawaai

Ho, meri maut hai teri judaai

Kisi se ab kya kehna?

O, tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna?

B Praak/Jaani/Jatin-Lalit의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용