Ho... ho oo ho...
[f] Ha.... aa.... haha...
Ho ho ho ho...
[m] Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,
[f] Jadugar tune jane kaisa jaadu kiya
Dhak dhak dhadke hai matwala jiya
[m] Maanena maanena maanena maanena
Dil yeh deewaana..
[f] Hey hey hey
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua,
[m] kaise hua,
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua,
[f] kaise hua,
[m] Dilruba machal ke rang yu badal ke
Aise kaha.. jaane lagi..
[f] Ye dupatta dhalki kyu jawani chalki
Masti nayi.. chane lagi..
[m] Ab du~ri.. tadpaane lagi,
[f] Tune de~kha.. sharmaane lagi
Jaane de, jaane de, jaane de,
Janu main tera ye bahaana
[m] Hey hey hey
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua,
[f] kaise hua,
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua,
[m] kaise hua,
[f] Hum mile hai jabse
Mangti hu rab se,
main duaye.. tere liye..
[m] Hai tamanna kabse
Aag lagalu lab se
Teri wafa... mere liye..
[f] Teri baate hai jadu bhari
[m] Tujhe aati hai jadugari
Aane de, aane de, aane de,
Mujhe baho mein jane jaana..
[f] Hey hey hey Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,
[m] Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,
[f] Jadugar tune jane kaisa jadu kiya
Dhak dhak dhadke hai matwala jiya
[m] Maanena maanena maanena maanena
Dil yeh deewaana..
[all] Hey hey hey
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,
Pyaar pyaar pyaar pyaar
pyaar mere yaar aise hua, kaise hua,