Tu hai nazuk kali
Nazo se hai pali
Aankho mein thi haya
Hothon pe thi hasi
Apne babul ke ghar
Gumse thi bekhabar
Sabki pyari thi tu
Rajdulari thi tu
Chali phulo pe tu
Jhuli jhulo pe tu
Gungunati thi tu
Muskurati thi tu
Bulbulo ki tarah
Chah chahati thi tu
Chah chahati thi tu
Chah chahati thi tu
Main kya thi
Main kya thi
Main kya se ye kya ho gayi
Main kya thi
Main kya se ye kya ho gayi
Main khud ke liye
Ek saza ho gayi
Mai khud ke liye
Ek saza ho gayi
Saza ho gayi saza ho gayi
Saza ho gayi saza ho gayi
Maine chaha tha ek chota sa ghar
Jis main sajan ke sang rahun sari umar
Raat din pyaar ki baatein karti rahun
Mang sindhoor si roz bharti rahun
Jab main ruthun kabhi toh manaye sajan
Mujhko apne gale se lagaye sajan
Sheeshe ke khawab the bikhre hain toot ke
Meri kismat kahin kho gayi rooth ke
Kho gayi rooth ke
Kho gayi rooth ke
Na jaane ohhhh
Na jaane kya mujhse khata ho gayi
Na jaane kya mujhse khata ho gayi
Main khud ke liye ek saza ho gayi
Main khud ke liye ek saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Mujhpe kitne hue
Kya batau sitam
Agar likhega koi
Ro dega kalam
Is mahfil me hai
Wo lutere sabhi
Das gaye jo meri
Bholi si zindagi
Meri fariyad pe
Muskurate hai ye
Nachne ke liye
Zurm dhate hai ye
Meri tarah se
Koi suhagan na ho
Koi dulhan jaha
Me abhgan na ho
Koi dulhan jaha
Mein abhgan na ho
Abhgan na ho
Abhgan na ho
Main banke ho
Main banke dulhan
Behaya ho gayi
Mai banke dulhan
Behaya ho gayi
Main khud ke liye
Ek saza ho gayi
Main khud ke liye
Ek saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Saza ho gayi
Main kya thi main kya se ye kya ho gayi
Main kya thi
Main kya se ye kya ho gayi
Main khud ke liye
Ek saza ho gayi
Mai khud ke liye
Ek saza ho gayi
Saza ho gayi saza ho gayi
Saza ho gayi saza ho gayi