mere wajud me tu kaash yun utar jaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
main dekhu aaina
mai dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
main dekhu aaina
main dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
mere wajud me tu kaash yun utar jaye
tujhko hi sochu jab bhi main sochun
tujhko hi pujun tujhko hi chaahun
tujhko hi sochu jab bhi main sochun
tujhko hi pujun tujhko hi chaahun
hontho pe chhaye tu nagma banke
hontho pe chhaye tu nagma banke
jab bhi kabhi kuch bhi gungunaau
jab bhi kabhi kuch bhi gungunaau
teri hi baahon me
teri hi baahon me bas zindagi guzar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
kaise bataau tu mera kya hai
dil se kabhi yeh poochha nahi hai
kaise bataau tu mera kya hai
dil se kabhi yeh poochha nahi hai
tu ek aisa ehsaas hai jo
tu ek aisa ehsaas hai jo
lafzon mein mujhse bandhta nahi hai
lafzon mein mujhse bandhta nahi hai
tu hi bata ke dil
tu hi bata ke dil tere bina kidhar jaaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
main dekhu aaina
main dekhu aaina aur tu mujhe nazar aaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye
mere wajud me tu kash yun utar jaye