menu-iconlogo
logo

Ajnabi

logo
가사
Main koi ajnabi, kya main koi ajnabi?

Kabhi kabhi lage paida main galat sadi

Ae hasi musibat ke wakt mein bhi

How funny meri maa China ki sagi

Ghamandion ke saath main bhi ghamandi

Pehli mulakaat mein pehchaanlun niat bhi

Shakhsiat bhi esi Rabb ne di

Ehsaas e kammtari me guzre dushman ki zindagi!

RING RING RING, Meri bandi ki call hai!!

"Ummmah meri jaan CHEN URDU RAP GOD HAI.."

Hae baby tujhe bhi dekh ke tabah yeh Qaum hai

Kall college time pe date ka scene yeh onnn haii

Milke denge maa baap ko hum dhoka

Unhe thori pata hum dono ka jism bhooka

Banunga daddy ready ghar mere besharam dost ka

Badubast bhi kardiya qabronkya Kamron ka

RING RING (shit) Sussar uncle ki calll hai!!!!

Beta meri beti ne bataya tu ching chonggg hai

Batari thi ke tu tik tok me top hai

Hip hop mein papa shhh beti beech mein ni bhaunkte

Beta teri kamai kia laakhse ziada?

Paas ghar ya gaari jahaaz mein duniya kia ghummi?

Lage tu bacchi baaz sa, bete teri cast kya?

Punjabi ya Sinda tu Shia ya Sunni??

Yeh tou pata ni uncle per mera naam musalmaan waala

Khala ne lekar naam Allah ka qabza kar makaan daala

Bole khandaan saara, iska kaam haraam waala

Larka yeh nakaam saala kyunki mera ghar ciraae waala?

Ahnnnn Ciraae ka ghar wo bhi is hi daur mein?!

Duniya bhi cirae ki smjhen isey gaur se

Main smjha ni artist zor se bhaunk be!

Abeyyy Unnncleduniya matrix yeh aur main!!!

Ajnabi main ajnabi main koi

Ajnabi main ajnabi mainnn

Ajnabi main ajnabi main koi

Is duniya ka nahiii

Waise aj kal main khud bhi confused sa

Aise kuch logon ko mujhpe gussa

Jaise main RSS ka modi manhussa

Ya modi ka babu bajrangi bewakoof sa

Gussa kuch janta ko mujhpe itna

Us babu ki tarah jaise main darindaa

Jaise main khushi se musalmaan ki laashen ginta

Mazhab ke naam pe insaan jalata zinda

Tum logon ki hate mujhpee bilkul theeek

Mujhe khud apni soch pe aaati ullteeee

Jaahil main no degree likhun urdu geeeet

I wish I could beeee studys high figh uni

You knows takee mujhe bhi loags dete respect

Lagata main uni ka naam inistagram pe

Chalta dimagh kehta main quran hand made

Rishta maa behnon ka God made ya Man made????

Ek Fan hate ke comments se behek gaya

Bola wo Chen qaum ni tera mind sett tabah

Naachne ke saath fahashi bhi ek kala

Main sab yeh Malika Shiraawat se seekh gaya

Theek hai maanliya bhaad mein gai parampara

Naachne ke sath aada nanga badan kala

Kal meri shoot pe bhej apni behen zara

Sacha kalakaar main mera qalam khara

Bht hard fan nora fatehi ka main bht hard

Garmi garmi garmi gandi nangi bandi bht art

Bht art se yaad p**n, P**n se netflix

Yeh Kaun kehta hai ke gays bi lesbo behis

Netflix ne mujhe mazhab se ziada ilm dia

Gender ni pyaar mein saare suraak qeemti waah

Kr$na ko mu mein mera pyaar lena hai

Main asmaani mera zameen pe her koi naam lera hai

Ajnabi main ajnabi main koi

Ajnabi, ajnabi mainnn

Ajnabi main ajnabi main koi

Is duniya ka nahi

Ajnabi main ajnabi main koi

Ajnabi, ajnabi mainnn

Ajnabi main ajnabi main koi

Is duniya ka nahi

Ajnabi - CHEN-K - 가사 & 커버