Sajna ve sajna tu mera sajna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Tere liye hi mera savarna
Tere liye hi mera savarna
Mera sajana
Sajna ve sajna tu mera sajna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Tanhaiyon se dar mohe lage
Saye ke piche bhala kon bhage
Tanhaiyon se dar mohe lage
Saye ke piche bhala kon bhage
Teri gali main ghar ho apna
Teri gali main ghar ho apna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Aakhon ka kajal tere liye hai
Zulfon ki khushboo tere liye hai
Aakhon ka kajal tere liye hai
Zulfon ki khushboo tere liye hai
Din raat dekhu tera hi sapana
Din raat dekhu tera hi sapana
Sajna ve sajna tu mera sajna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Dil mera todke kya tune paya
Preet kaa wada tune kyun naa nibhaya
Dil mera todke kya tune paya
Preet kaa wada tune kyun naa nibhaya
Bohot hua ab banale apna
Bohot hua ab banale apna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Sajna ve sajna tu mera sajna
Tu mera sajna
Tu mera sajna