menu-iconlogo
huatong
huatong
가사
기록
Na, na-na, na, na-na

Na, na-na, na, na-na

Main teri, yaaran, hoi-hoi jaawaan

Main tere naal supne sajawaan

Main teri, yaaran, hoi-hoi jaawaan

Main tere naal supne sajawaan

Main gallan kara teriyaan horana

Main utthe chala, jitthe chale leke na

Main gallan kara teriyaan horana

Main utthe chala, jitthe chale leke na

Kaisa hoga pal

Jisme na kal ki koi fikar, na bechainiyaan

Dheeme-dheeme chal, dil thoda sambhal

Kar le tu thodi kam naadaniyaan

Main kalli baithi, gallan kari jaawaan

Main tere naal supne sajawaan

Main kalli baithi, gallan kari jaawaan

Main tere naal supne sajawaan

Main gallan kara teriyaan horana

Main utthe chala, jitthe chale leke na

Main gallan kara teriyaan horana

Main utthe chala, jitthe chale leke na

Tujhse karoon main ye baatein dilon ki

Aur lafzon mein tera hi naam aaye

Aur lafzon mein tera hi naam aaye

Tujhse karoon main ye baatein dilon ki

Aur lafzon mein tera hi naam aaye

Shaamein ye mehfil ki tujhse hi ho

Aur tujhse hi milkar sukoon aaye

Ab baatein ye teri-meri ho

Main saath doon, tera jo sang ho

Main tujhse na jaoon yuun door

Jo tu saath de, toh main saath chaloon

Chitranshi/Fukra Insaan/Shekhar의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용