menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ek Tarfa

Darshan Ravalhuatong
horohorovikhuatong
가사
기록
Akhiyon se dariya beh gaya haaye

Khwab woh adhoora reh gaya

Jag bhi paraya ho gaya haaye

Juda tera saaya ho gaya

Teri duniya mujhe ab na gawara hai

Par tu hasdi reh bas yehi sahara hai

Mohabbat ho gayi thi dono ko

Ek arsa ho gaya

Mera yeh ishq tha do tarfa

Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat ho gayi thi dono ko

Ek arsa ho gaya

Mera yeh ishq tha do tarfa

Ab ek tarfa ho gaya

Aa… naa…

Ho chand bhi rootha

Taare bhi roothe

Aasmaan bhi mera na raha

Hairaan hoon main

Dil mein tere kyun

Mera basera na raha

Chalo Rab di ae je manzoori

Mainu vi koi gila nahi

Lakhan si main mannatan mangiyan

Par kyun tu mila nahi

Yehi kismat thi deewane ki

Main haara, jeet huyi zamaane ki

Mohabbat ho gayi thi dono ko

Ek arsa ho gaya

Mera yeh ishq tha do tarfa

Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat ho gayi thi dono ko

Ek arsa ho gaya

Mera yeh ishq tha do tarfa

Ab ek tarfa ho gaya

Mohabbat…

Mohabbat ho gayi thi…

Darshan Raval의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용