Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain
Thodisi Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Tune O Jaana Deewana Kiya Hain
Deewana Kiya Is Kadar
Deewana Kiya Is Kadar
Chahat Mein Teri Bhulaya Jahaan Ko
Na Dil Ko Kisiki Khabar
Na Dil Ko Kisiki Khabar
Rago Mein Mohabbat Ka
Ehsaas Jara Bhar Lo
Ham Tumpe Marte Hain
Thodisi Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham