Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiya
Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiya
Puche hain tohe saari guiyan
Kahan hai badri ki dulhania dulhania
Kurti pe teri malun gulaal
Rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baal
Aaja rang doon dono gaal
Arey sa ra ra ra
Arey sa ra ra ra
Arey sa ra ra ra
Kabira sa ra ra ra
Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke re
Aye
Mein din dahade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re
Arey arey
Tujhpe tiki hai meri naughty najariya
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania
Holi hai
Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angreji mein khit pit madam ri
Bura na maano holi hai
Rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
Are sa ra ra ra
Kabira sa ra ra ra
Ho rama rama gazab hogaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gawa
Kis aafat mein pad gayi
Haaye main mar gayi
Suli pe chadh gayi
No no no kehna tha
Lekin haan kar gayi
Dil tujhko send main to kar gayi re
Main badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge ho badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge ho badri ki dulhania
Baby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichhore nache jamke re
Aye
Mein din dahaade
Window aur chat pe taade
Hum dekhen aankhen faade re
Ayey arey re re
Tujhpe tiki hai meri naughty najariya
Haaye
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhania