Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayal rehta hai

Koi kehta hai koi chhupata hain
Koi kehta hai koi chhupata hain ajab haal rehta hain
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayal rehta hai

Safar tanha tanha kab talak
Umar tanha tanha kab talak
Kabhi to aayegi woh dilruba dilruba dilruba
Ke hum tanha tanha kab talak
Ki tum tanha tanha kab talak
Kabhi to aayega woh jaane jaan mera jaane jaan mera jaane jaan
Kisi mod par to kabhi na kabhi hoga tera mera saamna
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayal rehta hai
Mohabbat mohabbat karunga mohabbat
Shararat shararat karunga shararat
Woh hai mera sapna woh hai meri chaahat
Har ghadi usi ka intezaar ab hai tera dil deewana bekarar ab hai
Sar pe woh sehra baandh ke aayega doli baaraat bhi sath mein layega
Mujhko bhi wo dulhan banake le jayega