Mainai bachpun bhi khoya, Mainai fassloun ko boya
Mainai jaagi hain raatain, Meraia kheat hi khilona
Mujh ko sukhh na milla, Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan, Main toh tanha raha
Mujh ko sukhh na milla, Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan, Main toh tanha raha
Meri raatain saari ansso, Merai dinou main andhera
Meri takdeer main naa jaanai, Hai k na saweera
Mujh ko sukhh na milla, Mujh ko kuch na dikha
Ab main jaun kahan, Main toh tanha raha
Meri raatain saari ansso
Merai dinou main andhera
Meri takdeer main naa jaanai, Hai k na saweera
Kia terai seenai main Dil hi nahy hai
Ya meri takleefain Zahir nahy hain
Kia terai seenai main Dil hi nahy hai
Ya meri takleefain Zahir nahy hain