menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Milo Na Tum

Gajendra Vermahuatong
aigi.cachuatong
가사
기록
Milo na tum to hum ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai..

Hmm…

Tujhe dekhne ki tamanna

Karta hai dil har dafa, har dafa

Tujhse miloon na kabhi joh

Lagta hai woh din saza, ek saza

Raat ho chahe subha

Mera har ek lamha

Tere bin jaise hai khamakha

Ho… milo na tum to hum ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Tumhi ko dil ka raaz batayen

Tumhi se raaz chhupayen

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

O milo na tum to dil ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Oo..tumhi ko dil ka raaz batayen

Tumhi se raaz chhupayen

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Jab saath hote ho tum

To sona nahi hai mujhe, mujhe

Iss raat ka ek pal bhi

Khona nahi hai mujhe, hai mujhe

Ho khushi ya koi gam

Chahe koi ho mausam

Tere bina jaise hai khamakha

Ho…

milo na tum to hum ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Tumhi ko dil ka raaz batayen

Tumhi se raaz chhupayen

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

O milo na tum to hum ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Oo.. tumhi ko dil ka raaz batayen

Tumhi se raaz chhupayen

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Milo na tum to hum ghabraye

Milo to aankh churaye

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Tumhi ko dil ka raaz batayen

Tumhi se raaz chhupayen

Hame kya ho gaya hai

Hame kya ho gaya hai

Gajendra Verma의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용