menu-iconlogo
huatong
huatong
hafiz-tahir-qadrihafiz-ahsan-qadri-maa-ki-dua-jannat-ki-hawa-cover-image

Maa Ki Dua Jannat Ki Hawa

Hafiz Tahir Qadri/Hafiz Ahsan Qadrihuatong
jirfeogroo 님이 업로드함
Maaa, maaa, maaaa

Khuda ne mujh ko diya, Maa Teri duaon se

Mila hai jo bhi mila, Maa Teri duaon se

Jahan jahan bhi gaya log dil bicchane lage

Jahan jahan bhi gaya log dil bicchane lage

Ye ehteram mera maa tei duaon se

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

Ye kamiyabiyan shohrat qadam qadam pe mili

Ye kamiyabiyan shohrat qadam qadam pe mili

Naseeb aisa mila maa teri duaon se

Tawaf maine kiya ki sahi warwahi

Tawaf maine kiya ki sahi warwahi

Jo maine umrah kiya maa teri duaon se

Mujhe girane pe hasid tule hue the magar

Mujhe girane pe hasid tule hue the magar

Main dushmanon se bacha maa teri duaon se

Qasam hain isme ujagar ka kuchh kamal nahin

Qasam hain isme ujagar ka kuchh kamal nahin

Urooj isko mila maa teri duaon se

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

Maa ki dua jannat ki hawa

기록

추천 내용

더 보기logo

관련 플레이리스트

더 보기logo