Duniya se ladti jaaye
Mai baitha darwaze pe
Tu ghar nahi aaye
Tu bad gayi aage
Aur mai wahi hu khada
Tere aage naa audha mera
Me kalakaar aur tu kala
Kis disha me mai chalu
Tu dikhti mujhko har jagah
Batade tera koi pata
Tujhpe marna jeene ki wajah ho gayi
Ki tu meri saza ho gayi
Ab bhi tu pehle jaise hi hai
Bas teri wafa kho gayi
Zindagi me ghum kahi mile
Par tere wale ghum the bade
Pehle sirf mai aur tum the
Hum kabhi hum nahi bane
Bas tujhe khone ka darr tha
Tu hi na rahi to darr ni lage
Tu mann churaake le gayi
Kaise apne mann ki kare
Pyaar agar tujhse nahi to
Pyaar hi wo kaisa hoga
Mujhe nahi pata ki sukoon kya hai
Par shayad tere jaisa hoga
Kya tum bhi sochti ho ki wo mere bina kaisa rehta hoga
Ki naam mera kehta hoga
Ki doori kaise sehta hoga
Ruk sa gaya hai ye samah
Aisi kaisi aa gayi ghadi
Mai tere bina mai hi na raha
Tu mere bina tu hi na rahi
Aise mujhe chod ke na jaa
Mulaqatein karo aakhri
Mai tere bina mai hi na raha
Tu mere bina tu hi na rahi
Kaafi zyada ishq kaafi zyada hai
Tera bina jiya jee nahi pata hai
Kya hum dono mein koi janmo ka naata hai
Tu na aati toh akelapan khaata hai
Tere bina hai sab par adhoora main
Tere bina kisi heere mein nikhaar nahi
Then it rains and pours then a rainbow appears
Par ab mujhe na woh rang nazar aata hai
Tanhai bhi satati hai main chup jaata ghar mein
Toh deewar hai dabochte
Daalu jaam main jo seene mein ki saans hi aajaye
Toh yeh chhat utar aata hai
Aankein khuli and I lie on my bed
And the woodwork around me might turn to a photo frame
Hosh o awaz bin yeh jaan meri jaanti
Ki aaj yahi farsh mujhe dhoka dena chahta hai
And a crack and a break and the floor disappears
Woh ek kuwe sa ho jaata hai
And I fall and I fall
Par zameen aur shareer kabhi mil hi nahi pata hai
Isi andhere mein bas main aur mere karm
And this bottle is all I have to take away the pain
Kayenaat ne dila diye jo faasle woh jaan le
Tere bina I'll never be the same
But i would do it all again and again mere liye tera milna naseeb tha
Tere khone ke darr ne sikha diya mujhe tu mere kitna kareeb tha
Tere bina na hai chatt na zameen
Na deewaar na hai ghar bas yakeen ki tu ayegi
Intezaar mein main doobta dikhunga
Dagabaaz kayenaat shayad tujhse milayegi
Ruk sa gaya hai ye samah
Aisi kaisi aa gayi ghadi
Mai tere bina mai hi na raha
Tu mere bina tu hi na rahi
Aise mujhe chod ke na jaa
Mulaqatein karo aakhri
Mai tere bina mai hi na raha
Tu mere bina tu hi na rahi