Hm...hmm...hmmmm 2
Chaand sitare phool aur khushboo 2
ye to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewane hain
Hm...hmm...hmmmm
Arre kaali ghatayein barkha saawan....oo
kaali ghatayein barkha saawan
Ye to sab afsane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewane hain
Hm..hm...hm...hmmm 2
Andaz hai uske naye naye,
hai naya naya deewanapan....hoo
Andaz hai uske naye naye,
hai naya naya deewanapan
Pehnane taj jawaani ka
hanske laut gaya bachpan
Geet ghazal sab kal ki baatein...oo
geet ghazal sab kal ki baatein
Uske naye taraane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewne hain
Hm...hmm...hmmmm
hmmmmmmmm...
Hai roop mein itna saadapan,
to kitna sundar hoga mann
Hai roop mein itna saadapan,
to kitna sundar hoga mann
Bin gahnein aur singaar
bina vo to lagti hai dulhan
Kaajal bindiya kangan jhumke..oo
kaajal bindiya kangan jhumke
Ye to guzare zamane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewne hain
Hm...hmm...hmmmmm 2
Chaand sitare phool aur khushboo
ye to saare puraane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewne hain
Arre kali ghatayein barkha saawan
Ye to sab afsane hain
Taaza taaza kali khili
hai hum uske deewane hain
Hm....hm...hmm...hmmmm 2