menu-iconlogo
huatong
huatong
human-sagar-anmol-vachan-tera-prabhu-cover-image

Anmol Vachan Tera Prabhu

Human Sagarhuatong
amit.orissahuatong
가사
기록

Amit Orissa

.

Jesus' name will be glorify

Praise the Lord

...

Anmol vachan Tera Prabhu

Path ke liye mera deepak bana

Roshini Tu hai Khuda Yeshu

Mere liye Tu jyoti bana

Anmol vachan Tera Prabhu

Path ke liye mera deepak bana

Roshini Tu hai Khuda Yeshu

Mere liye Tu jyoti bana

Anmol vachan Tera

Anmol vachan Tera

...

Aadi mai Vachan tha

Vachan Parmshwar tha

Samarthi Vachan se Tu

Duniya ko racha

Ho..Aadi mai Vachan tha

Vachan Parmshwar tha

Samarthi Vachan se Tu

Duniya ko racha

Mohabbat hui Tere naam se

Lagan hui Kalam se, ho...

Mohabbat hui Tere naam se

Lagan hui Kalam se

Anmol vachan Tera, Prabhu

Anmol vachan Tera

%%Instrument%%

...

Madhur Tera Vachan

Sone chandi se bhi uttam

Teri vyavastha mujhuko

Sachai sikhata

Madhur Tera Vachan

Sone chandi se bhi uttam

Teri vyavastha mujhuko

Sachai sikhata

Dhyan meri Teri Kalam mai

Aradhana Teri charan mai

Ho....Dhyan meri Teri Kalam mai

Aradhana Teri charan mai

Anmol vachan Tera Prabhu

Path ke liye mera deepak bana

Roshini Tu hai Khuda Yeshu

Mere liye Tu jyoti bana

Anmol vachan Tera Prabhu

Path ke liye mera deepak bana

Roshini Tu hai Khuda Yeshu

Mere liye Tu jyoti bana

Anmol vachan Tera, Prabhu

Anmol vachan Tera

Thanks.

May God bless you.

Amen !

Human Sagar의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용