------------------------
[M] Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rabb Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera
-------
[M] Na Hoke Bhi Kareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhta
Main Tera Raasta
[F] Na Hoke Bhi Kareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhti
Main Tera Raasta
[M] Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
[F] Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
------------------------------
------------------------------
[F] Dekha Zamana Saara Bharam Hai
Ishq Ibadat Ishq Karam Hai
Mera Thikana Teri Hi Dahleez Hai
Hoo.. Main Hoon Deewarein
Chhat Hai Piya Tu
Rabb Ki Mujhe Nemat Hai Piya Tu
Mere Liye Tu Barqat Ka Taaweez Hai
[M] Zara Kabhi Meri Nazar Se
Khud Ko Dekh Bhi
Hai Chaand Mein Bhi Daag Par
Na Tujhme Ek Bhi
Khud Pe Haq Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
[F] Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawale Kar Diya
------
Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rabb Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera
---------------------------------------
Thank you...