menu-iconlogo
huatong
huatong
iqbal-khudday-line-cover-image

Khudday Line

Iqbalhuatong
nannyb4etthuatong
가사
기록
Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar

Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar

Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar

Khudday line kar, in sabko khudday line kar

Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar

Rishwat na lainay walon ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar

Khudday line kar, sadiq yahan side par

Line paar karay ga tho trigger kheenchay sniper

Dolat kai pujari, inka nasha kya utarna jab sasta sabsai kaam yahan kissi ka haq maarna

Wadairon aur Waziron kee yahan dehshat ziada fauj sai

Para nai Sun Tzu par rehtay Art Of War sai

Junoob kee zameen pai control Lahore sai

Illaqay ka bhatta khor jhanda gaaray apnay chowk pai

Ghayab apnay qillon mai, par jaib mai police hai

Nazar aayen tho samajh lo election bus kareeb hai

Ghareeb awaam kee jhootay waadon sai umeed hai

Inqalabi jawaan kai haan IQBAL on repeat hai

Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar

Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar

Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar

Khudday line kar, in sabko khudday line kar

Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar

Rishwat na lainay walon ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar

Phut lo aur phutnay do yahan ka dastoor hai

Siasat daan kya public bhi iss aadat sai majboor hai

White collar door kee baat, dhaabay waala kaisay sudhray ga

Jo cost kaatnay kai liyay tujhay baichay gosht kuttay ka

Khud daari halki jaisay public schoolon kee diwarain

Niklay keel walay andon sai hamsaye ko dubanay

Establishment ko haranay kai jo khwaab daikhay shaanay

Missing persons waali list pai apany khud ka naam likhwanay

Bari gaarion sai faasla, inkay guards ka koi pata nai

Daarion sai faasla, in nai Quran kabhi samjha nai

Qanoon kai muhafiz sai hifazat kee zaroorat hai

Tashadud mai hai faida ye thoo kaisay ab tak samjha nai

Naap tol mai jo sacha ussay foran khudday line kar

Niyat jiski saaf ussay foran khudday line kar

Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line kar

Khudday line kar, in sabko khudday line kar

Kabhi jo na sudhray, unhai chor thoo bus rhyme kar

Rishwat na lainay walay ko bhi khudday line kar

Panga lainay aaya jo bhi ussay khudday line ka

Iqbal의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용