menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Ek Pyar Ka Nagma Hai

Jagjit Singhhuatong
mitzi128_starhuatong
가사
기록
Ek pyaar kaa naghamaa hai,

maujon ki ravaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai...

Ek pyaar kaa naghamaa hai,

maujon ki ravaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Kuchh paakar khonaa hai,

kuchh khokar paanaa hai

Jeevan ka matalab to,

aanaa aur jaanaa hai

Kuchh paakar khonaa hai,

kuchh khokar paanaa hai

Jeevan ka matalab to,

aanaa aur jaanaa hai

Do pal ke jeevan se,

ek umr churaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Ek pyaar ka naghamaa hai

maujon ki ravaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Tu dhaar hai nadiyaa ki,

main teraa kinaaraa hoon

Tu meraa sahaaraa hai,

main teraa sahaaraa hoon

Aankhon men samandar hai,

aashaaon ka paani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Ek pyaar kaa naghamaa hai

maujon ki ravaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Zindagi aur kuchh bhi nahin,

teri meri kahaani hai

Jagjit Singh의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용

Ek Pyar Ka Nagma Hai - Jagjit Singh - 가사 & 커버