Milne lagi hai kahani teri meri
Kyun lagne lagi hai suhani ab zindagi
Kaise rakhun tujhko mere kareeb
Hoo Aesi aadat, teri kami laage ajeeb
Dil ki yaadon mein chhupa (chhupaa)
Hai vo ghar jo humne hi bassaya
Nazdeekiyan ab tu na jhutla
Bekhayal maan jaa
Kitni baatein, kitne kisse zehn mein rakhun
Muskaanein sharmahat samhale phirun
Faasla mujhko na pasand
Teri har ada se kaise dhoor rahun
Toh Nazdeekiyan ab tu na thukra
Bekhayal paas aa
Fakeeron sa hai ye ishq-e-bayaan
Aakhir hun main iss kahani ka gulaam
Hum dono ka milna tha dastaan
Toh Nazdeekiyan ab tu na thukra
Bekhayal paas aa