menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kuch Kuch Hota Hai

Jatin-Lalit/Udit Narayanhuatong
mireyarengerthuatong
가사
기록
Aaaa...Aaaaa....Aaaaaa.....

Tum paas aaye yun muskuraye

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya sapne dikhaye

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya sapne dikhaye

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya sapne dikhaye

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Na jaane kaisa ehsaas hai

Bujhti nahin hai kya pyaas hai

Kya nasha is pyaar ka

Mujh pe sanam chhane laga

Koi na jaane kyon chain khota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya rang laayi meri dua

Yeh ishq jaane kaise hua

Bechainiyon mein chain

Na jaane kyon aane laga

Tanhayi mein dil yaadein sanjota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya sapne dikhaye

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya sapne dikhaye

Ab to mera dil, jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Jatin-Lalit/Udit Narayan의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용