menu-iconlogo
logo

Barbaad

logo
가사
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Kamzor ho jaata hoon main

Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Kamzor ho jaata hoon main

Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon

Aawara ban jaata hoon main

Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jaayega

Jo main chahta na ho mujhko

Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega

Isi baat ka dar hai mujhko

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe

Ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Behad beshumaar tumse, tumse

In gamon ko khatam kar rahe ho tum (haan, haan)

In gamon ko khatam kar rahe ho tum

Zakhmon ka marham ban rahe ho tum

Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha

Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum

Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega

Puchhta hoon main ye khud ko

Tere aane se dard chala jaayega

Isi baat ka dare hai mujhko

Ke ho na jaaye pyaar

Ke ho na jaaye pyaar

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe

Ho na jaaye pyaar tumse mujhe (ho)

Behad beshumaar tumse, tumse

Ishq mujhe, ishq mujhe

Barbaad mujhe, ishq mujhe

Ke ho na jaaye pyaar tumse mujhe

Kar dega barbaad ishq mujhe