Moray sayyaan baydardi ho gae
Koi jaa kae unn ko manaao
Moray sayyaan
Ho qadar na jaani ho
Milnay na aaey
Moray sayyaan, baydardi ho gyi
Koi jaa kae unn ko manaao
Moray sayyaan
Sayyaan ko mein nae itna bulaaya
Sayyaan ko mein nae itna bulaaya
Meri arz suni na jaye
Moray sayyaan
Dekho piya tum ab laut aao
Dekho piya tum ab laut aao
Kaheen jaan chali na jaae
Moray sayyaan