menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Tujhe Main Pyar Karun

Kailash Kherhuatong
❤█▬█EART❤THIEF❤huatong
가사
기록
Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Ke jab talak main jiyoon

Sirf tera intezar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Dilon ki baat nahi jaante

Yeh sab zubaan waale

Wafaa ko jurm samajhte hain

Yeh sab jahaan waale

Agar yeh jurm hai

To yeh jurm baar baar karoon

Ke jab talak main jiyoon

Tera intezar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Ke jab talak main jiyoon

Sirf tera intezar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Teri khushi na ho shamil

To phir khushi kya hai?

Tere bagair jo guzare

Woh zindagi kya hai?

Kayi sadi main tere

Pyar pe nisaar karoon

Ke jab talak main jiyoon

Tera intezaar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Ke jab talak main jiyoon

Sirf tera intezar karoon

Tujhe main pyar karoon

Aur itna pyar karoon

Ho... ho..

Kailash Kher의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용