menu-iconlogo
huatong
huatong
kalyanjianandji-bana-ke-kyon-bigada-re-cover-image

Bana Ke Kyon Bigada Re

Kalyanji–Anandjihuatong
patricerenaudhuatong
가사
기록
Bana ke kyun bigaada re

Bana ke kyun bigaada re bigaada re naseeba

Upar vaale, upar vaale

Bana ke kyun bigaada re bigaada re naseeba

Upar vaale, upar vaale

Bana ke kyun bigaada re

Jo tujko manzur nahi tha phool khile is pyaar ke

Phir kyo tuune in aankho ko rang dikhaae bahaar ke

Aas bandhaa ke pyaar jaataa ke bigaada re naseeba

Upar vaale, upar vaale

Bana ke kyun bigaada re

Paap kare insaan agar to wo paapi kehalaata he

Tuune bhi ye paap kiya phir kaise kahu tu daata he

Raah dikhaa ke raah pe laa ke bigaada re naseeba

Upar vaale, upar vaale

Bana ke kyun bigaada re bigaada re naseeba

Upar vaale, upar vaale

Bana ke kyun bigaada re

Kalyanji–Anandji의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용