Tum se mujhe pyar kyu ho gaya,
tum na mile aur mai kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
tum meri baahon mein aa na sake
Tum se mujhe pyar kyu ho gaya,
tum na mile aur mai kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
tum meri baahon mein aa na sake
Tum se gila nahi, mujhe
kismat se hai gile
Karta hai aasmaan kyu,
yeh dil ke faisle
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
tum meri baahon mein aa na sake
Tum se mujhe pyar kyu ho gaya,
tum na mile aur mai kho gaya
Barbad ho gaya main kyu
yeh bhi na keh saka
Roya main yuun ki ek
bhi aansu na beh saka
Aansu na beh saka, aansu na beh saka
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
tum meri baahon mein aa na sake
Tum se mujhe pyar kyu ho gaya,
tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake,
tum meri baahon mein aa na sake