
Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara (Short Ver.)
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..
Badla Yeh Mausam
Lage Pyaara Jag Saara...
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishaara...
Tu Jo Kahe Jeevan Bhar
Tere Liye Main Gaaoon.
Tere Liye Main Gaaoon
Geet Tere Bolon Pe
Likhta Chala Jaaoon..
Likhta Chala Jaoon..
Mere Geeton Mein
Tujhe Doonde Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tune Kya Ishara..