Abi Ayaan
Geet gata hoon main............
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
Isliye ab sada muskurata hoon main
Abi Ayaan
Yeh mohabbat ke pal kitne anmol hain
Kitne phoolon se nazuk mere bol hain
Yeh mohabbat ke pal kitne anmol hain
Kitne phoolon se nazuk mere bol hain
Sab ko phoolon ki maala pehnata hoon main
Muskurata hoon main
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
isliye ab sada muskurata hoon main
Abi Ayaan
Roshni hogi itni kise thi khabar
Mere mann ka yeh darpan gaya hai nikhar
Roshni hogi itni kise thi khabar
Mere mann ka yeh darpan gaya hai nikhar
Saaf hai ab yeh darpan dikhata hoon main
Muskurata hoon main
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
Geet gata hoon main, gungunata hoon main
Maine hasne ka vaada kiya tha kabhi
Isliye ab sada muskurata hoon main
hmm..hmmm hmmmmmmmmmm
hmm..hmmm hmmmmmmmmmm
Abi Ayaan