menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Zindagi Pyar Ka Geet Hai

Kishore Kumar/Asha Bhoslehuatong
가사
기록
Zindagi pyaar geet

Kishore Kumar

SINGER 1 SINGER 2

1 Zindagi pyar ka geet hai

Ise har dil ko gana parenga

Zindagi pyar ka geet hai

Ise har dil ko gana parenga

Zindagi gham ka sagar bhi hai

Hanske uspaar jana parenga

MUSIC

2 Zindagi ek ahsaas hai

Toote dil ki koi aas hai

Zindagi ek ahsaas hai

Toote Dil ki koi aas hai

Zindagi ek banwas hai

Kat kar sabko jana parega

Zindagi pyar ka geet hai

Ise har dil ko gana parenga

MUSIC

1 Zindagi bewafa hai to kya

Apne ruthe hai hamse to kya

Zindagi bewafa hai to Kya

Apne ruthe hai hamse to kya

Haath me haath na ho to kya

Saath phir bhi nibhana parenga

Zindagi pyar ka geet hai

Ise har dil ko gana parenga

MUSIC

2 Zindagi ek muskan hai

Dard ki koi pehchaan hai

Zindagi ek muskan hai

Dard ki koi pehchan hai

Zindagi ek mehmaan hai

Chhor sansar jana parenga

Zindagi pyar ka geet hai

Ise har dil ko gana parenga

Zindagi gham ka sagar bhi hai

Hanske uspaar jana parenga

Zindagi pyar ka geet hai

Is har Dil ko gana parenga

THANKS

Kishore Kumar/Asha Bhosle의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용