menu-iconlogo
huatong
huatong
kishore-kumarvibie-hum-bewafa-hargiz-na-thay---lofi-flip-cover-image

Hum Bewafa Hargiz Na Thay - Lofi Flip

Kishore Kumar/Vibiehuatong
tonyarocks6huatong
가사
기록
Hum bewafa hargiz na the

Par hum wafa kar na sake

Hum ko mili uski saza

Hum jo khata kar na sake

Hum bewafa hargiz na the

Par hum wafa kar na sake

Kitni akeli thi woh raahein

Hum jin pe ab tak akele chalte rahe

Tujhse bichhad ke bhi

Oh, bekhabar, tere hi gham mein jalte rahe

Tune kiya jo shikwa

Hum woh gila kar na sake

Hum bewafa hargiz na the

Par hum wafa kar na sake

Kishore Kumar/Vibie의 다른 작품

모두 보기logo

추천 내용